Fly Lyrics – Ikka | NISHU | Lyricsplaylist.com
Share this
Fly Lyrics – Ikka | NISHU | Lyricsplaylist
‘NISHU’ is IKKA’s nickname. The reason behind choosing this name for the album is that IKKA wanted his listeners to find out the journey of how a young boy from a common household ‘NISHU’ became and developed as a heart throb ‘IKKA’.
Each song of the album depicts his thoughts, lifestyle, ideology, versatility and much more. He strongly believes until unless an artist doesn’t relate to his listeners and is unable to inspire them; his purpose is incomplete.
NISHU would bring more depth and showcase who IKKA really is. The journey through his music would be something to look out for.
Track Credits:
SONG: FLY
ARTIST: IKKA
LYRICS: IKKA
COMPOSITION: IKKA
MUSIC: BHARG
MIX & MASTER: ASHOCK
Video Source.
Fly Lyrics – Ikka | NISHU Album.
Uh, Bharg got another one
Main aur meri spaceship (Spaceship, meri spaceship)
Dono udne waale hai (Waale hai, udne waale hai)
Koi kitna toke (Kitna toke)
Na peeche mudne waale hai (Na peeche mudne waale hai)
Kitna jee lo, ek din marne waale hai
Par mujh jaise kuch marne se pehle kuch bada karne waale hai
I’m about to fly, I’m about to fly
I’m about to fly, I’m about to fly
One day, we all gonna die
I’m about to fly, I’m about to fly
I’m about to fly, I’m about to fly
One day, we all gonna die
One day, we all gonna die
Par usse pehle kya kiya, yе sochun, karun smile
Regret nahi mеmories pass me pie
Main panchi babke jiya na, na ki banke pesticides
Iss agni ke path pe bas kuch bestie saath
Music ko karun love aur wo bole love jihad
Manjar kaagaz par likhun main alfaaz’on ki barsaat
Maa ki kasam abhi tak zinda kayi haadso ke baad, mera pain haan
Tu na kabhi samjhega
Heere ki chamak ko karte andhe yahan andekha
Log todd dete manobal kaabil bande ka
Tabhi main udd chala leke sapna kaabil banne ka
I’m about to fly, fly so high
Meri udaan ke aage ye chota pade sky
Sukoon hoga mujhe, jaisa chaha waise jiya
Kyun ki dost in the end, we all gonna die
Main aur meri spaceship (Spaceship, meri spaceship)
Dono udne waale hai (Waale hai, udne waale hai)
Koi kitna toke (Kitna toke)
Na peeche mudne waale hai (Na peeche mudne waale hai)
Kitna jee lo, ek din marne waale hai
Par mujh jaise kuch marne se pehle kuch bada karne waale hai (Bada karne waale hai)
Abhi bhi lage hai sapno ki hodd me
Jeene ki daud me
Bikhre hausle, unhe sametke, phir se naye josh me
Kaafi afsos me, gham na bataun rahu khamosh main
Karib hun maut ke, mara toh phir se main aaunga laut ke
Laut ke, laut ke, aaunga phir se main laut ke
Ladunga maut se, rahunga apni main manzil ko khojh ke
Yakeen hai hunar pe tabhi hum pankh’on se aandhiyan kutarte
Falak pe utar ke lenge ab saans udaan ko koi kitna bhi rok le
Mujhko rok ni sakte, milte soch ko raste
Bhare khauf se baste, hum maut pe haste
Hai sapne bhaari par ye pankh halke
Ya toh dekh udke, ya toh dekh chalte
Jab chala sab roshan
Udaa jaise aatish
Main lashkar banke lada, bane akshar mere hafiz
Soch ki gehraiyon se khoj ke nikali maine
Naam inko diya maine jo ye dhun thi laawaris
[Bridge]
Kabhi-kabhi hume bharam hota hai
Ke hum udd nahi sakte
Aasman ko chuu nahi sakte
Iraade pakke hai
Toh har cheez mumkin hai
Aankhein band kar
Aur udd chal
Apne sapno ki talaash me
Inn taaron ki talaash me
Ye waqt aur zindagi bas nikal jaati hai
Jee le
I’m about to fly, I’m about to fly
I’m about to fly, I’m about to fly
One day, we all gonna die
I’m about to fly, I’m about to fly
I’m about to fly, I’m about to fly
One day, we all gonna die