Talha Anjum – Melancholy Lyrics | Intro | Prod. by UMAIR

0
Share this

Talha Anjum – Melancholy Lyrics | Intro | Prod. by UMAIR 

Written & Performed by Talha Anjum

Produced by UMAIR

Co-Produced by Jokhay

Mixed & Mastered by Jokhay

Video Source.

Talha Anjum – Melancholy Lyrics.

 

Yeah, Yeah, It’s Your Boy !!
Iss Jam E Ghafeer Mein Meriwafao
Ke Laiq Koyi Tha He Nahi
Dastakein Di Boht
Dil Ka Dar Khulla He Nahi
Dil Mein Dar Tha
Wohi Hua Ke Tuu Mila He Nahi
I Am Looking For Reasons
Abb Baaki Koi Waja He Nahi

Dard Se Muskura He Sahi
Koyi Rasta Nahi Tou Khud Se
Rasta Koyi Bana Tou Sahi
Meri Wafadaar Kya Iss Poore
Jahan Mein Khaak He Rahi
Ke Janam Tere Baad Teri
Mehek Jo Uss Se Aati Rahi
Kabhi Thi Ho Woh Shaam Ke
Dil Pe Bhaari Pan Na Ho
Ya Khule Jo Ankh Tou
Tumm Naa Hum Na Ho
Aur Baaki Hain Humare
Bichh Agar Sirf Faaslein
Tou Karu Umeed Ke Kisi
Safar Se Duri Kam Naa Ho

Ye Kaisi Hain
Kashmakash Tuu Kuch Tou Keh
Teri He Intizaar Mein
Diye Jo Jal Ke Bujhte Rahe
See Now I’m A Changed Man
Tou Waadein Nahi Karuga Tujhse Mein
Tu Rahi Naa Khush Jo Mujhse
Khudd Se Nahi Hu Khush Bhi Mein
Abb Ghoome Dimag, Mitau Woh
Chaar Ashaar Mein Gusse Me
Abb Nahi Rahay Wo Yaar Tou
Ehtiyaat Karu Khud Se Mein
Aakhri Mulaqat Phir
Kabhi Naa Milsaka Khudse Mein

Woh Tera Mu Pherna
Murr Ke Chalna Mustaqil
Kabhi Buland Bhi Tha
Kabhi Zameen Bos
Kabhi Likhu He Nahi
Aur Likha Tou Diye Kai’n Dil Tor
Likhay Geet Kuch Mein Ne
Jo Louge Ke Zehen Pe Raqam Kiye Hain
Abb Zakham Dene Walay Se Kya
Puchu Ke Kyu Tu Ne Zakham Diye Hain ??
Damn !!

Leave a Reply