Kaha Tak Lyrics – KR$NA | Prod. Jokhay and Umair | Time Will Tell EP

0
Share this

Kaha Tak Lyrics – KR$NA | Prod. Jokhay and Umair | Time Will Tell EP

Audio credits:

Artist – KR$NA

Song – Kaha Tak

Written and performed by – KR$NA

Produced by – Jokhay and Umair

Mixed and mastered by – Ryan Summer

Video Source.

Kaha Tak Lyrics – KR$NA

[Intro]

Aaya main kahan se kahan tak

Manzil hai meri par door

Aaya main kahan se kahan tak

Rukna na mujhe manzoor

 

Aaya main kahan se kahan tak

Manzil hai meri par door

Aaya main kahan se kahan tak

Rukna na mujhe manzoor

 

[Verse 1]

Lagre ye tense (Tense), meri ab baatein na sun paate ye bina liye offence

Chahiye nahi friends, par chahiye dono mujhe, beamer ek benz (Dono)

Banra nahi sense (Sense), kare kyun pray for my end?

Uthaake pen, main lene na dunga ab chain

I’ll come back and do it again (Yeah)

Industry waale hai dost nahi

Jo daaltе hai photo ek roz nayi

Afsos hai mujhe, afsos nahi karta

Compose main karta hun, posе nahi (Na)

Aaya main kahan se kahan tak

Raaste ghatak, dekhe hai maine bhi badalte roop

Par chodda nahi aaj tak, karun ye last tak

Jab tak iss dharti pe dhoop

Pala main wo jagah jahan sab covid se pehle the masked up

You know that I’m the truth

Don’t make me bring up the past

Ab khulenge raaz, ab hogi phir galti mehsoos

Look at the time it took

Nikalne ko lage line me nukhs

Jaaunga kal, dikhayenge dukh

Par andar se toh ye ho jaayenge khush (Yeah)

Puche ye “Tu kyun hai stressed?” (Stressed)

Tere paas sab kuch hai, tu kyun depressed?

Hota tha heart of gold, ab heart hai cold

Just like the shoulders I used to get

Mann me rakhi hai baatein (Baatein)

Phir bhi shikayat na ek (Ek)

Jis jagah pe nazar ye baandhe (Baandhe)

Uss jagah ke laayak na ek (Na)

 

[Chorus]

Aaya main kahan se kahan tak

Manzil hai meri par door

Aaya main kahan se kahan tak

Rukna na mujhe manzoor

 

Aaya main kahan se kahan tak

Manzil hai meri par door

Aaya main kahan se kahan tak

Rukna na mujhe manzoor

 

[Verse 2]

Bolun toh bolun main kya

Jab diya na saath, toh chhodun main kya? (Kya?)

Ye gaane hai mere gawah, kabhi in haatho ko jodunga na (Na)

Suni hai maine bhi baate (Aye)

Sune hai maine bhi taane (Aye)

Suni thi meri ye raatein, jab milte the phool toh bhare the kaante (Aye)

Aaj tere aur mere na naate

Toh haath milane kyun mere aur aate (Aye)

I don’t give a fuck, I’m kickin’ up dust

Na baandhenge meri ye laate (Aye)

Kismat ne jo bhi parosa

Haan kara bharosha hai, I knew that I could

Yeah it’s true, not that I blew

They sayin’, they always knew that I would

Dekhe the maine, wo days the gray

Raatein kaali, on that paperchase

Chodein ni maine ye paper plain

Sapno ke bane yahan paper planes

Karta raha hustle, main karta raha grind

Sochke aata hai sabhi ka time

Bolta tha god “Just give me a sign”

He made me a dollar, out of a dime

Only right, it’s only right (Right)

I stand my ground and I fight (Fight)

Trusting that days get bright, after the loneliest nights

It’s only right, only right

Ye banke ghume parchai

Ek din main rakhunga niche ye mic

Par aaj wo din na hai bhai, dekh

 

 

[Chorus]

Aaya main kahan se kahan tak

Manzil hai meri par door

Aaya main kahan se kahan tak

Rukna na mujhe manzoor

 

Aaya main kahan se kahan tak

Manzil hai meri par door

Aaya main kahan se kahan tak

Rukna na mujhe manzoor

 

Aaya main kahan se kahan tak

Manzil hai meri par door

Aaya main kahan se kahan tak

Rukna na mujhe manzoor

 

Aaya main kahan se kahan tak

Manzil hai meri par door

Aaya main kahan se kahan tak

Rukna na mujhe manzoor

Leave a Reply