Jhakas Lyrics | Emiway Bantai | King Of The Streets Album
Share this
Jhakas Lyrics | Emiway Bantai | King Of The Streets (Album)
Audio Credits.
ALBUM :- KING OF THE STREETS
SONG :- JHAKAS
ARTIST :- EMIWAY BANTAI
MUSIC :- LIOGANS
MIX MASTER :- EMIWAY BANTAI
Video Source.
Jhakas Lyrics | Emiway Bantai | King Of The Streets (Album)
Life apni ek number jhakas hai
Mudde ki baat hai hum ghoda na bhagate
Dil se agar pyaar to le jaunga bhaga ke
Babbading karna nai public yeh forget it
Asli nahi chehra sab pehnele nakaab hain
Haraam hai saale yeh jaise yeh sharab hai
Chehra hai masoom par aadatein kharab hain
Khuda ke alawa kis se nai dara main

Haan kya bolte bhai
Achche yeh scene mein main na aaya ab
Public bhi poochh reli Bantai kahan gayan
Jhadte mein ghoomna nahi
Dharti mein ban’na nahi bojh
Andar to pehle se khandani josh
Koyi vanda nahi dost
Koyi jaanta nahi dost
Tu khud ka pehchan bana
Nasha zara kam kar body vody jaan bana
Dost log ke gaadi mein ghoomenga
To phir g@@nd mara
Khud ka le jeb se nahi goomne ka
Lukkha be mudde kama tu halaal ka saal ka
Ginti nahi gin’ne ka bhai tera rukta nahi
Bhai tera player aa shooter sabra aunty
Public hairan thi kaise kama raha hai yeh Gandhi
Sannala achha gaila ho gayela hai shanti
Bantai is back ab hoyenga kranti
Life apni ek number jhakas hai
Mudde ki baat hai hum ghoda na bhagate
Dil se agar pyaar to le jaunga bhaga ke
Babbading karna nai public yeh forget it
Asli nahi chehra sab pehnele nakaab hain
Haraam hai saale yeh jaise yeh sharab hai
Chehra hai masoom par aadatein kharab hain
Khuda ke alawa kis se nai dara main
Life apni ek number jhakas hai
Mudde ki baat hai hum ghoda na bhagate
Dil se agar pyaar to le jaunga bhaga ke
Babbading karna nai public yeh forget it
Asli nahi chehra sab pehnele nakaab hain
Haraam hai saale yeh jaise yeh sharab hai
Chehra hai masoom par aadatein kharab hain
Khuda ke alawa kis se nai dara main
Haan pyaar vyaar mein padna nahi
Bheje ko traas hai
Bada to ek doosre pe hona chahiye vishwas hai
Bharosa rakh
Samajh ke legi saras
Samajhne wali mil gayi ti phir chharas
Bas baras rahe hain gaane to dard
Deti ja logon ko mara
Akela scene mein baaki sab garad
Jeeta har baari main
Beef nai jeetega agar tu galat
Chaudi se Simran aa main bolun palat
SRK bhai se zindagi alag
Yahin pe jannat pe aur yahin pe narak
Bohat kuchh sikhayela mujhe yeh sadak
Bohat kuchh sikhayela mujhe yeh sadak
Tabhi to de rela Shershah maidaan mein
Khade to dete se seksa
Akela phookta tha raw
Bachkane bolte the dum maaro Vicks ka
Dekh ke main chhod dela duniyadari
Kattar wala bheje pe warna bhaari
Pad jayenga tere pe tera hi shot bro
Come odd thoughts jab pray karun god ko
Life apni ek number jhakas hai
Mudde ki baat hai hum ghoda na bhagate
Dil se agar pyaar to le jaunga bhaga ke
Babbading karna nai public yeh forget it
Asli nahi chehra sab pehnele nakaab hain
Haraam hai saale yeh jaise yeh sharab hai
Chehra hai masoom par aadatein kharab hain
Khuda ke alawa kis se nai dara main
Life apni ek number jhakas hai
Mudde ki baat hai hum ghoda na bhagate
Dil se agar pyaar to le jaunga bhaga ke
Babbading karna nai public yeh forget it
Asli nahi chehra sab pehnele nakaab hain
Haraam hai saale yeh jaise yeh sharab hai
Chehra hai masoom par aadatein kharab hain
Khuda ke alawa kis se nai dara main
De raha yeh gaana main