MC STAN – Maa Baap Lyrics ft. IKKA | INSAAN | Lyricsplaylist.com
Share this
MC STAN – Maa Baap Lyrics ft. IKKA | INSAAN | Lyricsplaylist
Presenting Maa Baap Lyrics Which Is Sung By MC Stan Ft. Ikka And Maa Baap Lyrics Are Also Written By Maa Baap And Music Is Given By MC Stan.
Credits –
Song – Maa Baap
Artist – MC Stan Ft. Ikka
Lyrics – MC Stan Ft. Ikka
Music – MC Stan
Label – MC STAN
Video Source.
Maa Baap Lyrics – MC Stan Ft. Ikka Insaan Album.
Gadi ke piche log likhrele mom dad
Aur shaadi ke bad unko nikalre gharse
Maa baap ke baare mein kya bolu mein
Meri book hain wohh ek din sunaunga padke
Maa meri soti nahi baap mera tension mein
Jab tak nahi aata ladka apne gharpe
Maa baap ki keemat nahi tumko ek aurat ke liye
Apne maa baap ko nikalte gharse
Khuda ke baad mein, rakhta mein maa ko
[Khuda ke baad mein, rakhta mein maa ko]
Neend nahi aari thi Bro meko, kal raat ko
Sunn meri baat maam, jaate jaa namaz ko
Call kar meko agar, terko kuch laga toh
Fan mera rehga tohh maa baap ko maan
Fan mera rehga tohh, sunn meri jaan
Maa baap ko takleef mat de mere liye
Haters log tumhare, bharеle kaan
Rap game ka, bana mein salman khan
Jyaada pyar, insaan ko pachta nahi maam
Maa baap nе bachpan se kara tere liye
Aur End of the day, tune kya diya maam
Dosti tum karte par nibhata mein
Dost log k waja se, everyday crime
Bachpan mein sidi se gira tha mein
Stop dis bullshit, pls dont mind
Quran mein likhela, kar matt tu gibat
Buddhape mein lakdi bann, kar unki khidmat
Sach bolte Aakhir takk, isliye tu chid matt
Isliye sabb puchrele, karega kya feature
Kuch nahi banega tu, bolneke teachers
Maa meri pair padke, bolneki please pad
Likha maine phela gana, meri answer sheet par
Gaane mera full chalre, I’m comin up
Yeh log diss track likhrele, abhi tak
Tu wohh ladki ko, chodhega kabhi tak
Accept kyu karte nahi, asliyat
Gadi ke piche log likhrele mom dad
Aur shaadi ke bad unko nikalre gharse
Maa baap ke baare mein kya bolu mein
Meri book hain wohh ek din sunaunga padke
Maa meri soti nahi baap mera tension mein
Jab tak nahi aata ladka apne gharpe
Maa baap ki keemat nahi tumko ek aurat ke liye
Apne maa baap ko nikalte gharse
Khuda ke baad mein, rakhta mein maa ko
[Khuda ke baad mein, rakhta mein maa ko]
Neend nahi aari thi Bro meko, kal raat ko
Sunn meri baat maam, jaate jaa namaz ko
Call kar meko agar, terko kuch laga toh
Bura hoon mein bura hoon mein boht bura
Jo ki maa baap ki naa kabhi baat suna
Maa baap ko di gaali kiye boht gunah
Maa baap ko di gaali kiye boht gunah
Ye Dard jabb bhi bada mera do Guna
Tab Maa ne diya pyar mujhe sau Guna
Aadhi raat ko di roti mujhe garam karke
Ye sab yaad karke aaj raat rau pada
Ghar pe nashe karke kayi baar cheezain todi
Maa ka dil umeed baap ki bhi shaamil thi
Kahi baar hua ghar mein Kalesh nikamme ki
Wajha se meri bhene mujhe se kabil thi
Maa ke kadmoon mein jannat hain sunnat hain minnat tu
Kitni bhi karle maa ni milti
Maa ni milti rishte mil jaate hain laakhon
Maa ki dua maa ke hathon ka jadu
Meri Umar maa ko lagg jaye
Maa se pehle main mar jana chaun
[main mar jana chaun]
[main mar jana chaun]
[main mar jana chaun]
Purey bachpan meri baap se ladai
Ussi baap se Jisne ye duniya dikhayi
Bina soche bech daali sone ki anghuthi
Or mujhe meri pehli usne cycle dilayi
Ussi baap ko sharabi bolu gaano mein
Sharam haya meri ghum kahin ghum
Burey karam phir bhi zinda inki dua dono
Bhagwaan jaise kun faya kun !!
Gadi ke piche log likhrele mom dad
Aur shaadi ke bad unko nikalre gharse
Maa baap ke baare mein kya bolu mein
Meri book hain wohh ek din sunaunga padke
Maa meri soti nahi baap mera tension mein
Jab tak nahi aata ladka apne gharpe
Maa baap ki keemat nahi tumko ek aurat ke liye
Apne maa baap ko nikalte gharse
Khuda ke baad mein, rakhta mein maa ko
[Khuda ke baad mein, rakhta mein maa ko]
Neend nahi aari thi Bro meko, kal raat ko
Sunn meri baat maam, jaate jaa namaz ko
Call kar meko agar, terko kuch laga toh